Hazrat Ali Quote’s



Hazrat Ali ney farmaya.

Saab saay zaada qabil e nafrat woo sakhs hai jo logo main a’eb talash karta hai 



Hazrat Ali ney farmaya.

Iqtedaar,Taqaq aur Dolat

Milny par log badalty nahin bal kay be naqab hoty hain



Hazrat Ali ney farmaya. 

Jis say muhbbat ki jayye 

Uska ka farman bardar hona parta hai 



 Hazrat Ali ney farmaya .

Narazgi zahir karna, 

Dil main burai,

Rakhney saay behtar hai.



Hazrat Ali ney farmaya.

Saab say bara jahil wo hai jo ek hi pahatar sy do dafa      thokar khae



Hazrat Ali ney farmaya. 

Jaab Allah key liya apni pasand ko chor kar uski raza 

Ko taslim kiya jata hai tou phir wo apny karaam say jholiyan 

Bhar dyta hai 





Comments

Popular Posts