Urdu Quote’s




Har urooj ko zawal hai yahe raab k kamal hai



Duniya main saab saay perashan zindagi woh guzarta hai jin kaay saray kaam dikhaway kay liya hotay hain




 

Mujhe yaqeen hai mera allah mujhe woh bhi degah jis ki meri aukat bhi nahi hai




 Jo mukhils hai woh bewaqof tasawar kiya jata hai yeha metlab parast akal maand khelty hain





Main nayaab uljhano ki mukamal kitaab hoon mujhe meray siwa koi nahi janta



Zindagi bhoot khusurat hai agar saab apni apni guzarain 



Kuch adhori khwashishon ka silsila hai zindagi




Dusrun ko samjh na muskil hojy tou khud ko samjh lena bhetar hota hai🍁







 

Comments

Popular Posts